Nahi pata is raste ka, manzil ki koi khabar nahi,Bas chalna hai aur chalna hai, safar ka koi ant nahi
Thak jaate hain kadam, toot jaata hai vishwas,
Par aankhon mein aasahaon ki, ummedon ki koi kami nahi
Aasha hai apni aasha par, sapno par, ummedon par,
ki waqt ka ye anant safar, zaroor pahuchayega kisi mukaam par:)
No comments:
Post a Comment